Lyrics Arijit Singh – Maiya Teri Jai Jaikaar
Text:
Teri godh mein sar hai maiya
Ab mujhko kya darr hai maiya
x2
Duniya nazrein phere toh phere
Mujhpe teri nazar hai maiya
Teri godh mein sar hai maiya
Ab mujhko kya darr hai maiya
Maiya teri jai jaikaar
x4
Tera daras yahan bhi hai
Tera daras wahan bhi hai
x2
Har dukh se ladne ko maiya
Tera ik jaikara kafi hai, kafi hai
Maiya teri jai jaikaar
Maiya teri jai jaikaar
Dil mein laga tera darbaar
Maiya teri jai jaikaar
Main santaan tu maata
Tu meri jeevan daata
x2
Jag mein sabse gehra maiya
Tera aur mera hai naata, hai naata
Maiya teri jai jaikaar
x4
Teri godh mein sar hai maiya
Ab mujhko kya darr hai maiya
Duniya nazrein phere toh phere
Duniya nazrein phere toh phere
Teri godh mein sar hai maiya
Ab mujhko kya darr hai maiya
Maiya teri jai jaikaar
x6
Teri godh mein sar hai maiya
Ab mujhko kya darr hai maiya
Maiya teri jai jaikaar
Maiya teri jai jaikaar..