Lyrics DIVINE – Yeh Mera Bombay
Text:
Galiyon ki dhool mein chupta hai mera raaz ha
Nayaa din aur wohi puraani daastan
Tu kya hai jaanta, tu toh jharnaa hai mithaas ka
Yahaa koi phool nahi, yeh kaaton ka hai raasta
Byaah hai yeh shehar se, yeh galiyaan meri mehbooba
Toh aaja nochle, tu nahi mere pohoch mein
Tu karamchaari tera maalik mera dost hai
Mere bol jaise aag isliye jaltaa hai
Aaj kal mein phootne wala govinda ka matka hai
Bhatka hai, jaise chai mere naake pe
Laafe pe laafe de, de gaali agar maa pe de
Yeh sab jungle ki parchaayi hai
Bakriyon ki bheed mein yahaa mantriyaa kasaai hai
Toh aaiye, hum khud hi sipaayi hai
Rakshak ke naam pe yahaan mama log bhai hai
Yeh mera Bombay, yeh sabke zubaan pe
Yeh mera Bombay, yeh sabke zubaan pe
Yeh mera Bombay, yeh sabke zubaan pe
Yeh mera Bombay
Yeh mera Bombay, yeh sabke zubaan pe
Yeh mera Bombay, yeh sabke zubaan pe
Yeh mera Bombay, yeh sabke zubaan pe
Yeh mera Bombay
This is Bachchan’s home, Tendulkar’s batting
Ambani’s money, real slum dogs no acting, terrorists attacking
All we do is build back, my city runs faster than Jamaicans on a race track
Pigeons, potholes and palm shades
I’m in the slums like chicken on Sundays
Repping for the ones playing cricket on the one way
Haathon mein kitaab nahi toh haathon mein dimaag hai
Bhaarat ka raja mere shehar ke pass Taj hai
Kisiko khaana nahi sabko kaam yaar hai
Samjha na chote sabko hona kaamyaab hai
Rail ki patrii, nani ki lakdi, daftar ki makdi, gareebo ki basti
Rickshaw ki pappi, Mere shehar jaisa kuch nahi, nahi manta?
Jaa jakar puch kahi
Yeh mera Bombay, yeh sabke zubaan pe
Yeh mera Bombay, yeh sabke zubaan pe
Yeh mera Bombay, yeh sabke zubaan pe
Yeh mera Bombay
Yeh mera Bombay, yeh sabke zubaan pe
Yeh mera Bombay, yeh sabke zubaan pe
Yeh mera Bombay, yeh sabke zubaan pe
Yeh mera Bombay