GLyr

Neha Kakkar – Cheez Badi

Исполнители: Neha Kakkar
обложка песни

Текст Neha Kakkar – Cheez Badi

Текст:

Pa ni sa..
Pa ni sa..

Kaliyon jaisa husn jo paaya
Har adaa mein noor hai aaya

Saat mare aur satattar ghayal
Blame doon Rab ko
Kyun aisa banaya?

Tera jis se pad gaya paala
Acche ko ghalat kar daala
Tera.. nahi tera koi dosh dosh
Tera husn hi jabardast dast
Tu cheez badi hai mast mast
Tu cheez badi hai mast
Tu cheez badi hai mast mast
Main cheez badi hoon mast

(Cheez badi)

Mast mast mast…

(How low can we go)
(Cheez badi)

Nahi tujhko koi hosh hosh
Uss par joban ka josh josh
Nahi tera, nahi tera koi dosh dosh
Madhosh hai tu har waqt waqt
Tu cheez badi hai mast mast
Tu cheez badi hai mast
Tu cheez badi hai mast mast
Main cheez badi hoon mast

(Cheez badi.. mast mast..)

Ho… ankhiyan fareebi, shaitani hain
Ishq mein tere mar jaani hai

Kitna koi khud ko bachaaye
Aag dilon mein lag jaani hai

Jaadu aisa kar daala
Na hosh kisi ne sambhala
Tera…
Nahi tera koi dosh dosh
Tera husn hi jabardast dast

Tu cheez badi hai mast mast
Tu cheez badi hai mast
Tu cheez badi hai mast mast
Main cheez badi hoon mast

Pa ni sa..
Pa ni sa..