GLyr

Neha Kakkar – Tera Ghata

Исполнители: Neha Kakkar
обложка песни

Текст Neha Kakkar – Tera Ghata

Текст:

Kuch soch ke bola hoga tumne
Ye pyaar bhi tola hoga tumne
Ab na hai toh phir na sahi Dilbar
Iss dil ko yeh samjha liya humne

Iss mein tera ghata
Mera kuch nahi jaata
Zyada pyaar ho jaata
Toh dil seh nahi paata

Iss mein tera ghata
Mera kuch nahi jaata
Agar phir pyaar ho jaata
Toh dil seh nahi paata

Ab aur kya kehna hoga humne
Karna tha jo wo kar liya tumne
Shayad rahun ya na rahun Dilbar
Badla kabhi yeh faisla tumne

Iss mein tera ghata
Mera kuch nahi jaata
Zyada pyaar ho jaata
Toh dil seh nahi paata

Iss mein tera ghata
Mera kuch nahi jaata
Agar phir pyaar ho jaata
Toh dil seh nahi paata