GLyr

Neha Kakkar – Tukur Tukur

Исполнители: Neha Kakkar
обложка песни

Текст Neha Kakkar – Tukur Tukur

Текст:

Pa pa pa.. oo..

Tukur tukur tukur tukur tukur tukur
Dekh taka tak
x3

Dil mein haan hai hothon pe naa
Dil mein haan hai hothon pe naa (aaye..)
Bhare bazaar mein dil tod gayi zaalima

Tukur-tukur tukur-tukur tukur-tukur
Dekh taka tak
x2

Aashiqon ki jaan le gayi (aaye..)
Aashiqon ki jaan le gayi (o ho!)
Kaahe rumaal magar chhod gayi zaalima

Tukur-tukur tukur-tukur tukur-tukur
Dekh taka tak
x2

Chahne wale tere jitne hazaar sanam
Badh ke humse nahi honge dildaar sanam
Ye zamana hai bewafa (toh)
Ye zamana hai bewafa (haaye)
Mile mushkil se wafadaar koi baalma

Tukur-tukur tukur-tukur tukur-tukur
Dekh taka tak
x3

Pa ra re pa…

Ai yai ya Vasco da Gama
Ai yai ya pagdi pajama
Hey ai yai ya Vasco da Gama
Ai yai ya pagdi pajama

Hosh mein hi sahi

Magar gustakhiyan ho zara
Aa tujhe choom loon
Bhale badnaamiyan ho zara

(Tukur tukur tukur tukur..)

O… hosh mein hi sahi
Magar gustakhiyan ho zara
Aa tujhe choom loon
Bhale badnaamiyan ho zara

Husn hai bekaabu agar (aau..)
Husn hai bekaabu agar (hatt!)
Kaahe jazbaat ko kaabu mein rakhe baalma

Tukur-tukur tukur-tukur tukur-tukur
Dekh taka tak
x4

Ai yai yai ya Vasco da Gama
Ai yai yai ya pagdi pajama
x2

Pyaar kya cheez hai
Peechha chhode naa wo marz hai
Umr bhar sar se jo
Miyan utre na wo karz hai
Iss se bach ke rehna zara
Iss se bach ke rehna zara
Nazar andaaz naa kar mashwara ye kaam ka

Tukur-tukur tukur-tukur tukur-tukur
Dekh taka tak
x2

Pa pa pa.. oo..