Lyrics Atif Aslam – Nahin Woh Saamne
Text:
Khamoshi ke khat,
Woh mere naam kar gaya
Kore kore dil pe mere,
Yaad bhar gaya
Poochun main khudaa se,
Yeh tune kya kiya
Jo tohfa diya tha,
Woh kyun hai le liya
Yeh tune kya kiya
Jo tohfa diya tha,
Woh kyun hai le liya
Nahin woh saamne,
Yeh kaise maan loon
Nahi woh saamne,
Ye kaise maan loon
Na koi batha de,
Rakhun main kaise ab sabar
Nahin woh saamne,
Ye kaise maan loon
Nahi woh saamne,
Ye kaise manloon