Lyrics Bollywood – Husn Parcham
Text:
Hmm… haath mein raat yeh baaki hai
Baat napaak wafa ki hai
Sandli si purwahi saath hai
O tu hai nakaam mohabbat mein
Dhundli si ruswahi saath hai
Kaam tu aaja mere
Soch na yaar savere
Chhod dungi main ghar pe
Karta hai kyun gham
Husn parcham, husn parcham
Lehraya yaar damadam dam
Husn parcham, husn parcham
Lehraya yaar damadam dam
Husn parcham, husn parcham
Lehraya yaar dikha dam kham
Husn parcham…
Bang like a drum, work my body
Aaj raat I’m in-charge
So dance to my beat
Dhintak dhin do it slowly
Jalana jaise goli, one night only
Cause I’m feeling hot
Tequilla, no chaser
All on your lips, you’re liking my tevar
Aaj raat ko lagega
Give me that ah ha might call you later
Hey! dil phenk iraadon mein
Ab der swadon mein
Kabhi meethi zuban bhi khaari hoti hai re
Yeh meri mohabbat hai
Jo tere liye hi zaari hoti hai re
Loot ke yaar khazana
Laut ke ghar aa jaana
Aashiqon mein hoon aashiq
Ban ke sitara tum
Husn parcham, husn parcham
Lehraya yaar damadam dam
Husn parcham, husn parcham
Lehraya yaar damadam dam
Husn parcham, husn parcham
Lehraya yaar dikha dam kham
Husn parcham…