GLyr

Bollywood – Challa (Main Lad Jaana)

Исполнители: Bollywood
Альбомы: Bollywood – The Surgical Strike
обложка песни

Текст Bollywood – Challa (Main Lad Jaana)

Текст:

Main lad jaana main lad jaana
Hai lahoo mein ek chingaari
Zidd se junoon tak hai jaana
Har katra bol raha

Main lad jaana main lad jaana
Main lad jaana
Main lad jaana main lad jaana
Main lad jaana

Main lad jaana main lad jaana
Hai lahoo mein ek chingaari
Zidd se junoon tak hai jaana
Har katra bol raha

Challa sirte banke
Kafan jad tureya tanke
Maut nu wajahn maare
Ve thar thar kambde saare

Challa sirte banke
Kafan jad tureya tanke
Maut nu wajahn maare
Ve thar thar kambde saare

Main lad jaana main lad jaana
Main lad jaana

Yeh dil ki mashaalein
Josh se jala ke
Jalti lapton ko humne
Haathon mein hai thaam liya

Hai woh kar jaana
Ke saara zamanaa
Phir dega misaala yaroon
Sabko apne naam diyaan

Main lad jaana main lad jaana
Hai lahoo mein ek chingaari
Zidd se junoon tak hai jaana
Har katra bol raha

Challa sirte banke
Kafan jad tureya tanke
Maut nu wajahn maare
Ve thar thar kambde saare

Challa sirte banke
Kafan jad tureya tanke
Maut nu wajahn maare
Ve thar thar kambde saare

Альбом

Bollywood – The Surgical Strike