Текст Bollywood – Ghar Ke Hai Na Ghat Ke
Текст:
Hey haan, hey haan, hey haan
Yaar mile hai aaj mere aur samaa
Rangeen duniya ka hai lagta kaarwan
Yeh mauj ki shaam
Yeh mauj ki shaam dhal na jaaye
Yeh meethe jaam ruk na jaaye
Arey duniya ko chhodenge
Taare hum todenge aaj
Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum anaaj ke
Dil ke hai hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum, tum, tum
Mere ghat ka paani aaja tujhe peela doon
Swaad main swag ka tujhe chaka doon
Baith meri gaadi mein thoda chipak ke
Bass se dhadkan teri badha doon
Arey kahaan chali jara
Ruko-ruko
Mere dil ki train kare
Chuku-chuku
Kaali-kaali meri aankhe bole
Tuku-tuku
Tore-tore katore-katore-katore
Daddy ki nazron mein hum
Sabse badi bhool hai
Jawaani ki izzat nahi
Fir bhi bade cool hai
(Fir bhi bade cool hai)
Daddy ki nazron mein hum
Kisko hai karna kya proof
Yeh sab toh fizool hai
Yeh mauj ki shaam (param-pa-pam)
Yeh meethe jaam (param-pa-pam)
Arey duniya ko chhodenge
Taare hum todenge aaj (aau-aau)
Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum anaaj ke
Dil ke hai hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum
Random people!
Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum anaaj ke
Dil ke hai hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum, tum, tum
Mere ghat ka paani aaja tujhe peela doon
Peeyega tu
Aaiyaashi ka swaad chaka doon tabhi toh
Zindagi jeeyega tu
Ghat ka paani aaja tujhe peela doon
Peeyega tu
Aaiyaashi ka swaad chaka doon tu, tu, tu, tu
Thoda khaayega jaan jaayega
Samose aur chatni ka bhi maja tujhe aayega
Arey mauj ke fariste jisko log hai taraste
Babu bahut saare cheene babu bahut saara che
Apni hi duniya mein
Khuli aankho ke sapno mein
Apni hi duniya mein hum
Khoye-khoye se rahe
Khuli aankho ke sapno mein bhi
Soye-soye se rahe
Apni hi duniya mein hum
Khoye-khoye se rahe
Jagaa do hume karlo jitne jatan
Apna to funda hai ek my friend
Mauj ki shaam
Meethe jaam
Arey duniya ko chhodenge
Taare hum todenge aaj
Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum anaaj ke
Dil ke hai hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum
Random people!
Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum aanaaj ke
Dil ke hai hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum-tum
Mere ghat ka paani aaja tujhe peela doon
Peeyega tu
Dushman hum aanaaj ke
Mere ghat ka paani aaja tujhe peela doon
Peeyega tu
Yeh baat samajh lo tum, tum, tum
Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum aanaaj ke
Dil ke hai hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum, tum, tum