GLyr

Bollywood – Kauva Party

Исполнители: Bollywood
Альбомы: Bollywood – Bollywood - FryDay
обложка песни

Текст Bollywood – Kauva Party

Текст:

Kaau
Kaau kaau
Kaau…

Arey ek kauva pyaasa sa

Kauve ne di party
Kauve ki party ne dhoom machadi

Hey, hey, hey…

Hoye ek kauva pyaasa sa
Kauve ne di party
Kauve ki party ne dhoom machadi
Mach gaya dekho halla

Kauva, kauva, kauva
Kaau kaau chillaya kauva
Arey kauva, kauva, kauva
Kaau kaau chillaya kauva

Oye aaha oye uh…

Kauve ne party mein tota aur maina
Choohe aur billi, kutte ko bulaya
Sher, ghoda, haathi,
Bhalu aur monkey ne
Kachhuye aur kekde ko naach nachaya

Aaha!

Arey kauve ki pyaas ne koyal ko fasaya
Kachhuye ki aas ne kekde se pitwaya
O ho kauve ki pyaas ne koyal ko fasaya
Kachhuye ki aas ne kekde se pitwaya

Kabhi kauve ko kekde ke,
Kekde ko kauve ke peechhe bhagaya
Musibat bulaya
Jaan gaya sara mohalla

Kauva, kauva, kauva
Kaau kaau chillaya kauva
Arey kauva, kauva, kauva, kauva
Kaau kaau chillaya kauva

Oye aaha oye uh…
Oye aaha oye uh…
Aaha

Arey kauve ne jab koyal ko
Gale se lagaya
Gusse ne kauvi ne
Ghosla jalaya
Aey kauve ne jab koyal ko
Gale se lagaya
Gusse ne kauvi ne
Ghosla jalaya

Kauve ki pyaas ne kauve ko fasaya
Haaye haaya fasaya
Haaye haaye re fasaya
Fokat me mara gaya balla

Kauva, kauva, kauva
Kaau kaau chillaya kauva
Arey kauva, kauva, kauva, kauva, kauva
Kaau kaau chillaya kauva

Альбом

Bollywood – Bollywood - FryDay